Get He chadanpur ke mahaveer lyrics by Ajay Kapil free! Amazing collection of all Ajay Kapil song lyrics in one place. Click the printer icon next to the song title to print the words.

Ajay Kapil He chadanpur ke mahaveer lyrics

Ajay Kapil lyrics of all songs.
Album:
Mahaveer bhajan
He chadanpur ke mahaveer lyrics by Ajay Kapil

He chadanpur ke mahaveer
Mahavee veer ati veer veer
He gundhari gunveer veer
Tera paar na koi paave
Roop anokha dekh mera man shant shant ho jaave
Jay jay mahaveer ki jay - 2
Jay jay ativeer ki jay - 2

Ashvsen ke raj dulhaare vaami deva ke pyaare
Apne gyaan prakash se jinvar paap jagat ke hai taare
Jinraj kare hum aas aas
Tere naam se bujhti pyaas pyaas
Charno ka banalo daas daas
Mera janam safal ho jaaye
Roop anokha dekh mera man shant shant ho jaave
Jay jay mahaveer ki jay - 2

Jay jay ativeer ki jay - 2

Khud hi jani tum khud hi khuda tum
Vipda taaran haari ho
Tan man ghan ke tyaag ki moorat
Jinvar karuna dhaari ho
Vinti hai prabhu yehi baar baar
Meri naiya laga do paar paar
Jeevan se gaya jo haar haar
Tere darshan se tar jaave
Roop anokha dekh mera man shant shant ho jaave
Jay jay mahaveer ki jay - 2
Jay jay ativeer ki jay - 2

Popular artists